Sunday, August 21, 2016

Hamari adhuri kahani lyrics

Hamari adhuri kahani lyrics

Paas aaye...
Doriyaan phir bi kam naa houi
Ek adhuri c hamari kahani rahi
Aasmaan ko zameen, yeh zaroori nahi
Jaa mile, jaa mile..
Ishq saccha wohi
Jis ko milti nahi manzilein, manzilein.
Rang tha, noor tha
Jab kareeb otu tha
Ek jannat sa tha, ye jahaan
Waqt ki rait pe kuch mere naam sa
Likh ke chod geya tou kahaan
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani.
Khushbuon se teri younhi takra gaye
Chaltay chaltay dekho naw hum kahaan aa gay
Jannatein agar yaheen
Tou dikhe kiunn nahi
Chaand suraj sabhi haai yahaan
Intezar tera sadiyon sy kar raha
Pyaasi baithi haai kab sy yahaan
Humari adhoori kahaani
Humari adhoori kahaani.
Pyaas ka yeh safar khatam ho jaye ga
Kuch adhura sa jo tha poora hou jayega
Jhuk geya aasmaan
Mill gay do jahaan
Har taraf haai milan ka samaa
Doliyan hain saji, khushbuain hr kahin
Parhne aya Khuda khud yahaan..
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani

No comments:

Post a Comment